dekhiye lazim-o-malzum ise kahte hain
dil hai daghon ke liye daagh mire dal ke liye

Rasheed Lakhnavi
Rasheed Lakhnavi
Sherशेर
See all 25 →dekhiye lazim-o-malzum ise kahte hain
देखिए लाज़िम-ओ-मलज़ूम इसे कहते हैं
1 views
tum ne ehsan kiya hai ki namak chhiDka hai
तुम ने एहसान किया है कि नमक छिड़का है
zindagi kahte hain kis ko maut kis ka naam hai
ज़िंदगी कहते हैं किस को मौत किस का नाम है
hans hans ke kah raha hai jalana savab hai
हँस हँस के कह रहा है जलाना सवाब है
siye jaate hain kafan aap ke divanon ke
सिए जाते हैं कफ़न आप के दीवानों के
sabhon ki aa ga.i piiri jo tum javan hue
सभों की आ गई पीरी जो तुम जवान हुए
Popular Sher & Shayari
50 totaltum ne ehsan kiya hai ki namak chhiDka hai
ab mujhe zakhm-e-jigar aur maza dete hain
zindagi kahte hain kis ko maut kis ka naam hai
mehrbani aap ki na-meharbani aap ki
hans hans ke kah raha hai jalana savab hai
zalim ye mera dil hai charagh-e-haram nahin
siye jaate hain kafan aap ke divanon ke
taar daman ke hain TukDe hain garebanon ke
sabhon ki aa ga.i piiri jo tum javan hue
zamin ka dil hua miTTi kham asman hue
siye jaate hain kafan aap ke divaanon ke
taar daaman ke hain TukDe hain garebaanon ke
sabhon ki aa gai piiri jo tum javaan hue
zamin kaa dil huaa miTTi kham aasmaan hue
kabhi madfun hue the jis jagah par kushta-e-abru
abhi tak is zamin se saikDon khanjar nikalte hain
buton ke dil mein hamaari kuchh ab hui hai jagah
khudaa ne rahm kiyaa varna mar gae hote
zindagi kahte hain kis ko maut kis kaa naam hai
mehrbaani aap ki naa-meharbaani aap ki
gae the hazrat-e-zaahid to zard thaa chehra
sharaab-khaane se nikle to surkh-ru nikle
Ghazalग़ज़ल
dam-e-raftaar-e-jaanaan ye sadaa-e-naaz aati hai
दम-ए-रफ़्तार-ए-जानाँ ये सदा-ए-नाज़ आती है
dilaa maashuq jo hotaa hai vo saffaak hotaa hai
दिला मा'शूक़ जो होता है वो सफ़्फ़ाक होता है
sharaab-e-naab kaa qatra jo saaghar se nikal jaae
शराब-ए-नाब का क़तरा जो साग़र से निकल जाए
na chhoDaa dil-e-khasta-jaan chalte chalte
न छोड़ा दिल-ए-ख़स्ता-जाँ चलते चलते
gardish-e-chashm hai paimaane mein
गर्दिश-ए-चश्म है पैमाने में
maar Daalegi hamein ye khush-bayaani aap ki
मार डालेगी हमें ये ख़ुश-बयानी आप की





