Sher
nasha kar len nashe kaTen mana.en hijr yadon ka
hamen maan baap ne is vaste thoDe hi paala tha

Shubham Shab
nasha kar len nashe kaTen mana.en hijr yadon ka
नशा कर लें नशे काटें मनाएँ हिज्र यादों का
maan khush hai ki akhir bachche siikh ga.e hain khush rahna
माँ ख़ुश है कि आख़िर बच्चे सीख गए हैं ख़ुश रहना
main vo to bhuul baiTha huun jo mujh ko yaad rakhna tha
मैं वो तो भूल बैठा हूँ जो मुझ को याद रखना था
mujhe nafrat thi jis kirdar se ab tak kahani men
मुझे नफ़रत थी जिस किरदार से अब तक कहानी में
hamari naav ki qismat men shayad
हमारी नाव की क़िस्मत में शायद
ye akhir hai ye akhir hai ye akhir hai ye akhir
ये आख़िर है ये आख़िर है ये आख़िर है ये आख़िर
nasha kar len nashe kaTen mana.en hijr yadon ka
hamen maan baap ne is vaste thoDe hi paala tha
maan khush hai ki akhir bachche siikh ga.e hain khush rahna
bachche khush hain siikh ga.e hain dard chhupana achchhe se
main vo to bhuul baiTha huun jo mujh ko yaad rakhna tha
magar jo bhuul jaana tha mujhe vo yaad hai ab tak
mujhe nafrat thi jis kirdar se ab tak kahani men
usi kirdar ke marne pe ab rone laga huun main
hamari naav ki qismat men shayad
kisi buDhe shajar ki bad-du'a hai
ye akhir hai ye akhir hai ye akhir hai ye akhir
us ke har ik zulm ko main ne akhir samjha bhuul hui
ye aakhir hai ye aakhir hai ye aakhir hai ye aakhir
us ke har ik zulm ko main ne aakhir samjhaa bhuul hui
mohabbat ye nahin kahti ki us ko baandh kar rakh lein
kisi panchhi ko uDtaa dekh kar jalte nahin hain ham
mujhe nafrat thi jis kirdaar se ab tak kahaani mein
usi kirdaar ke marne pe ab rone lagaa huun main
nasha kar lein nashe kaaTein manaaein hijr yaadon kaa
hamein maan baap ne is vaaste thoDe hi paalaa thaa
maan khush hai ki aakhir bachche siikh gae hain khush rahnaa
bachche khush hain siikh gae hain dard chhupaanaa achchhe se
main vo to bhuul baiThaa huun jo mujh ko yaad rakhnaa thaa
magar jo bhuul jaanaa thaa mujhe vo yaad hai ab tak