Sher
zindagi bhi hai ik buri 'adat
jaan jaa.e to is se jaan chhuTe

Vibha Jain 'Khwaab'
zindagi bhi hai ik buri 'adat
ज़िंदगी भी है इक बुरी 'आदत
us ko sochun to dhyan men mere
उस को सोचूँ तो ध्यान में मेरे
ya to khud ko sipurd-e-'ishq na kar
या तो ख़ुद को सिपुर्द-ए-'इश्क़ न कर
tere jaane ke baa'd bhi tujh se
तेरे जाने के बा'द भी तुझ से
phir vahi raat vahi chand vahi tum vahi main
फिर वही रात वही चाँद वही तुम वही मैं
makan-e-dil se rukhsat ho gaya 'ishq
मकान-ए-दिल से रुख़्सत हो गया 'इश्क़
zindagi bhi hai ik buri 'adat
jaan jaa.e to is se jaan chhuTe
us ko sochun to dhyan men mere
khushbu aati hai pahli barish ki
ya to khud ko sipurd-e-'ishq na kar
ya jo hota hai phir malal na puchh
tere jaane ke baa'd bhi tujh se
ham bahut der tak jhagaDte rahe
phir vahi raat vahi chand vahi tum vahi main
kya kisi chhat ke muqaddar men likhe ja.enge
makan-e-dil se rukhsat ho gaya 'ishq
udasi lauT kar tu ghar chali aa
makaan-e-dil se rukhsat ho gayaa 'ishq
udaasi lauT kar tu ghar chali aa
yaa to khud ko sipurd-e-'ishq na kar
yaa jo hotaa hai phir malaal na puchh
us ko sochun to dhyaan mein mere
khushbu aati hai pahli baarish ki
phir vahi raat vahi chaand vahi tum vahi main
kyaa kisi chhat ke muqaddar mein likhe jaaeinge
zindagi yuun to nayaa lafz nahin hai lekin
vaqt ke saath nae is ke ma'aani nikle
kyon koi kokh jo suuni ho vo sharminda ho
kyaa zaruri hai ki har siip se moti nikle