Quote
"ye aur baat hai jalvon ki taab laa na saki tiri nazar ke muqaabil nazar hui to hai kahe kahe na kahe is ko inqalaab koi khudaa ki khalq idhar se udhar hui to hai khushi khushi na sahi sogvaar rah ke sahi jahaan mein 'umr hamaari basar hui to hai iraadatan na sahi to ba-ittifaaq sahi magar idhar bhi kisi ki nazar hui to hai"
A
Akmal Jalandhari