Quote
"khudaa kare ye mohabbat na raas aae mujhe main jis ko chaahun nazar se vahi giraae mujhe ye aarzu hai ye din bhi khudaa dikhaae mujhe jo mujh ko bhuul gayaa hai vo khud bulaae mujhe vafaa ki jins zamaane mein hai miri hasti jise ho shauq vafaa kaa kharid laae mujhe rah-e-vafaa mein har ik naqsh-e-paa ye kahtaa hai banaa sake to koi rahnumaa banaae mujhe"
A
Altaf Khaleeqi