bosa ankhon ka jo manga to vo hans kar bole
dekh lo duur se khane ke ye badam nahin

Amanat Lakhnavi
Amanat Lakhnavi
Sherशेर
See all 15 →bosa ankhon ka jo manga to vo hans kar bole
बोसा आँखों का जो माँगा तो वो हँस कर बोले
ji chahta hai sane-e-qudrat pe huun nisar
जी चाहता है साने-ए-क़ुदरत पे हूँ निसार
gaali ke siva haath bhi chalta hai ab un ka
गाली के सिवा हाथ भी चलता है अब उन का
ghar mire shab ko jo vo rashk-e-qamar aa nikla
घर मिरे शब को जो वो रश्क-ए-क़मर आ निकला
kis qadar dil se faramosh kiya ashiq ko
किस क़दर दिल से फ़रामोश किया आशिक़ को
hai lutf hasinon ki do-rangi ka 'amanat'
है लुत्फ़ हसीनों की दो-रंगी का 'अमानत'
Popular Sher & Shayari
30 totalji chahta hai sane-e-qudrat pe huun nisar
but ko biTha ke samne yad-e-khuda karun
gaali ke siva haath bhi chalta hai ab un ka
har roz na.i hoti hai bedad ki surat
ghar mire shab ko jo vo rashk-e-qamar aa nikla
ho ga.e partav-e-rukh se dar o divar safed
kis qadar dil se faramosh kiya ashiq ko
na kabhi aap ko bhule se bhi main yaad aaya
hai lutf hasinon ki do-rangi ka 'amanat'
do chaar gulabi hon to do chaar basanti
saanvle tan pe qabaa hai jo tire bhaari hai
laala kahtaa hai chaman mein ki ye 'girdhaari' hai
sarv ko dekh ke kahtaa hai dil-e-basta-e-zulf
ham giraftaar hain is baagh mein aazaad hain sab
kis tarah 'amaanat' na rahun gham se main dil-gir
aankhon mein phiraa karti hai ustaad ki surat
bosa aankhon kaa jo maangaa to vo hans kar bole
dekh lo duur se khaane ke ye baadaam nahin
ji chaahtaa hai saane-e-qudrat pe huun nisaar
but ko biThaa ke saamne yaad-e-khudaa karun
daaman pe loTne lage gir gir ke tifl-e-ashk
roe firaaq mein to dil apnaa bahal gayaa
Ghazalग़ज़ल
dikhlaae khudaa us sitam-ijaad ki surat
दिखलाए ख़ुदा उस सितम-ईजाद की सूरत
subh-e-visaal-e-zist kaa naqsha badal gayaa
सुब्ह-ए-विसाल-ए-ज़ीस्त का नक़्शा बदल गया
ravaan davaan nahin yaan ashk chashm-e-tar ki tarah
रवाँ दवाँ नहीं याँ अश्क चश्म-ए-तर की तरह
uljhaa dil-e-sitam-zada zulf-e-butaan se aaj
उलझा दिल-ए-सितम-ज़दा ज़ुल्फ़-ए-बुताँ से आज
hain jalva-e-tan se dar-o-divaar basanti
हैं जल्वा-ए-तन से दर-ओ-दीवार बसंती
ruuh ko raah-e-adam mein miraa tan yaad aayaa
रूह को राह-ए-अदम में मिरा तन याद आया





