vaqar-e-shauq se gir kar bhi vaar mat karna
mile jo zakhmi parinda shikar mat karna
Ameer Nehtauri
Ameer Nehtauri
Sherशेर
See all 7 →vaqar-e-shauq se gir kar bhi vaar mat karna
वक़ार-ए-शौक़ से गिर कर भी वार मत करना
ruuh se lipTe dard ke manzar
रूह से लिपटे दर्द के मंज़र
dil ke zakhmon ko sajane ka hunar rakhta huun
दिल के ज़ख़्मों को सजाने का हुनर रखता हूँ
dard ne li angDa.i aisi
दर्द ने ली अंगड़ाई ऐसी
ham apne zakhmon pe rakh len namak zaruri hai
हम अपने ज़ख़्मों पे रख लें नमक ज़रूरी है
hogi na charagar tiri tadbir kargar
होगी न चारागर तिरी तदबीर कारगर
Popular Sher & Shayari
14 totalruuh se lipTe dard ke manzar
TuuT rahe hain zakhm ke paikar
dil ke zakhmon ko sajane ka hunar rakhta huun
mustaqil main tiri yadon ka safar rakhta huun
dard ne li angDa.i aisi
zakhm ka ik ik Tanka TuuTa
ham apne zakhmon pe rakh len namak zaruri hai
dayar-e-ishq men un ki mahak zaruri hai
hogi na charagar tiri tadbir kargar
ham ko khud apne zakhmon ki chahat hai aj-kal
vaqaar-e-shauq se gir kar bhi vaar mat karnaa
mile jo zakhmi parinda shikaar mat karnaa
dil ke zakhmon ko sajaane kaa hunar rakhtaa huun
mustaqil main tiri yaadon kaa safar rakhtaa huun
dard ne li angDaai aisi
zakhm kaa ik ik Taankaa TuuTaa
ham apne zakhmon pe rakh lein namak zaruri hai
dayaar-e-ishq mein un ki mahak zaruri hai
hogi na chaaraagar tiri tadbir kaargar
ham ko khud apne zakhmon ki chaahat hai aaj-kal
furqat ki shab khaamoshiyaan zakhmon ki phir angDaaiyaan
aankhein jab apni nam huiin bechaargi achchhi lagi
Ghazalग़ज़ल
phir hasin vaadi-e-gulshan mein sajaa li aankhein
फिर हसीं वादी-ए-गुलशन में सजा ली आँखें
sab ukhaD gaiin mekhein jab lagaain tasvirein
सब उखड़ गईं मेख़ें जब लगाईं तस्वीरें
vo ba-zaahir ayaan nahin hotaa
वो ब-ज़ाहिर अयाँ नहीं होता
dekh rahaa huun main ye nazaare
देख रहा हूँ मैं ये नज़ारे
dil se dil lagaate hain dil-lagi nahin karte
दिल से दिल लगाते हैं दिल-लगी नहीं करते





