achchha hua zaban-e-khamoshi na tum paDhe
shikve mire vagarna rulate tumhen bahut

Deepak Purohit
Deepak Purohit
Sherशेर
See all 18 →achchha hua zaban-e-khamoshi na tum paDhe
अच्छा हुआ ज़बान-ए-ख़मोशी न तुम पढ़े
havas-e-zar ne kiya rishton ka jo haal na puchh
हवस-ए-ज़र ने किया रिश्तों का जो हाल न पूछ
khub-ru kaun ye aaya chaman men aaj ki yaan
ख़ूब-रू कौन ये आया चमन में आज कि याँ
tha kabhi un ki nigahon men buland apna maqam
था कभी उन की निगाहों में बुलंद अपना मक़ाम
jab aana khvab men haule se narmi se qadam rakhna
जब आना ख़्वाब में हौले से नर्मी से क़दम रखना
yuun guftugu-e-ulfat dilchasp ham karenge
यूँ गुफ़्तुगू-ए-उल्फ़त दिलचस्प हम करेंगे
Popular Sher & Shayari
36 totalhavas-e-zar ne kiya rishton ka jo haal na puchh
khuun rulata hai yahan khuun ka rishta apna
khub-ru kaun ye aaya chaman men aaj ki yaan
sharm se surkh hue jaate hain ye phuul sabhi
tha kabhi un ki nigahon men buland apna maqam
itni uncha.i se gir kar bhi koi bachta hai
jab aana khvab men haule se narmi se qadam rakhna
garan hai ik zara aahaT tire mahv-e-tasavvur ko
yuun guftugu-e-ulfat dilchasp ham karenge
ankhon se tum kahoge ankhon se ham sunenge
khushaamad taabedaari minnat-o-khidmat sujud-e-husn
azal se didani hai bebasi-o-aajizi-e-ishq
ye kaisi bad-duaa di hai kisi ne
samundar huun magar khaaraa huaa huun
azal se barse hai paakizgi falak se yahaan
numaayaan hove hai phir shakl-e-bahan mein vo yahaan
kahaan jurat in ashkon ki ki dehri aankh ki laanghein
hai pahraa zabt kaa aisaa ki sahme sahme rahte hain
yuun guftugu-e-ulfat dilchasp ham kareinge
aankhon se tum kahoge aankhon se ham suneinge
khub-ru kaun ye aayaa chaman mein aaj ki yaan
sharm se surkh hue jaate hain ye phuul sabhi
Ghazalग़ज़ल
na laazim tavaqqoa hai ahal-e-mahal se
न लाज़िम तवक़्क़ो है अहल-ए-महल से
main muddat se tiri aamad kaa yuun aalam sajaae huun
मैं मुद्दत से तिरी आमद का यूँ आलम सजाए हूँ
uf ye dil haadson se ubhartaa nahin
उफ़ ये दिल हादसों से उभरता नहीं
to kyaa raabta phir khudaa kaa bashar se
तो क्या राब्ता फिर ख़ुदा का बशर से





