shauq ke mumkinat ko donon hi aazma chuke
tum bhi fareb kha chuke ham bhi fareb kha chuke
Ehsan Darbhangavi
Ehsan Darbhangavi
Sherशेर
shauq ke mumkinat ko donon hi aazma chuke
शौक़ के मुम्किनात को दोनों ही आज़मा चुके
tum is taraf se guzar chuki ho magar gali gunguna rahi hai
तुम इस तरफ़ से गुज़र चुकी हो मगर गली गुनगुना रही है
shayad abhi baaqi hai kuchh aag mohabbat ki
शायद अभी बाक़ी है कुछ आग मोहब्बत की
baDi mushkilon se kaaTa baDe karb se guzara
बड़ी मुश्किलों से काटा बड़े कर्ब से गुज़ारा
nazar aati hai saari ka.enat-e-mai-kada raushan
नज़र आती है सारी काएनात-ए-मै-कदा रौशन
Popular Sher & Shayari
10 totaltum is taraf se guzar chuki ho magar gali gunguna rahi hai
tumhari pazeb ka vo naghma faza men ab tak khanak raha hai
shayad abhi baaqi hai kuchh aag mohabbat ki
maazi ki chitaon se uThta hai dhuan 'ehsan'
baDi mushkilon se kaaTa baDe karb se guzara
tire baa'd koi lamha jo mila kabhi khushi ka
nazar aati hai saari ka.enat-e-mai-kada raushan
ye kis ke saghar-e-rangin se phuTi hai kiran saaqi
tum is taraf se guzar chuki ho magar gali gungunaa rahi hai
tumhaari paazeb kaa vo naghma fazaa mein ab tak khanak rahaa hai
baDi mushkilon se kaaTaa baDe karb se guzaaraa
tire baa'd koi lamha jo milaa kabhi khushi kaa
shaayad abhi baaqi hai kuchh aag mohabbat ki
maazi ki chitaaon se uThtaa hai dhuaan 'ehsaan'
shauq ke mumkinaat ko donon hi aazmaa chuke
tum bhi fareb khaa chuke ham bhi fareb khaa chuke
nazar aati hai saari kaaenaat-e-mai-kada raushan
ye kis ke saaghar-e-rangin se phuTi hai kiran saaqi
Ghazalग़ज़ल
khalish bakhshi tapish bakhshi gudaaz apnaa diyaa main ne
ख़लिश बख़्शी तपिश बख़्शी गुदाज़ अपना दिया मैं ने
shauq-e-nazzaara jo sargarm-e-nazar hotaa hai
शौक़-ए-नज़्ज़ारा जो सरगर्म-ए-नज़र होता है
main takhliq-e-sharar kartaa huun apne soz-e-pinhaan se
मैं तख़्लीक़-ए-शरर करता हूँ अपने सोज़-ए-पिन्हाँ से
shikan jabin pe na laae nazar jhukaa ke chale
शिकन जबीं पे न लाए नज़र झुका के चले
vo kyaa samjhe nazar jis ki faqat sud-o-ziyaan tak hai
वो क्या समझे नज़र जिस की फ़क़त सूद-ओ-ज़ियाँ तक है
zabaan-e-mai-kada mein jis ko mai-kash jaam kahte hain
ज़बान-ए-मय-कदा में जिस को मय-कश जाम कहते हैं





