Sher
harf pyaar ke saare aa ga.e the ankhon men
jab liya tha hathon men chehra vo kitabi sa

Farzana Nainan
harf pyaar ke saare aa ga.e the ankhon men
jab liya tha hathon men chehra vo kitabi sa
kaun kah gaya hai maut TuTne se aati hai
gul ne to bikhar ke baagh kar diya gulabi sa
chal diya saath hi mere tiri yadon ka hujum
raah se ziist ki tanha jo guzarna chaha
chal diyaa saath hi mere tiri yaadon kaa hujum
raah se ziist ki tanhaa jo guzarnaa chaahaa
harf pyaar ke saare aa gae the aankhon mein
jab liyaa thaa haathon mein chehra vo kitaabi saa
kaun kah gayaa hai maut TuTne se aati hai
gul ne to bikhar ke baagh kar diyaa gulaabi saa
miri khaamushi mein bhi eajaaz aae
मिरी ख़ामुशी में भी ए'जाज़ आए
misaal-e-barg main khud ko uDaanaa chaahti huun
मिसाल-ए-बर्ग मैं ख़ुद को उड़ाना चाहती हूँ
dard ki niili ragein tah se ubhar aati hain
दर्द की नीली रगें तह से उभर आती हैं
dard ki niili ragein yaadon mein jalne ke sabab
दर्द की नीली रगें यादों में जलने के सबब
tire khayaal se aankhein milaane vaali huun
तिरे ख़याल से आँखें मिलाने वाली हूँ
aadhi raat ke sapne shaayad jhuTe the
आधी रात के सपने शायद झूटे थे