shahr ka bhi dastur vahi jangal vaala
khojne vaale hi akasr kho jaate hain

Khalid Ebadi
Khalid Ebadi
Sherशेर
See all 8 →shahr ka bhi dastur vahi jangal vaala
शहर का भी दस्तूर वही जंगल वाला
kabhi kabhi chup ho jaane ki khvahish hoti hai
कभी कभी चुप हो जाने की ख़्वाहिश होती है
abhi marne ki jaldi hai 'ibadi'
अभी मरने की जल्दी है 'इबादी'
hamare haath kaaTe ja rahe the
हमारे हाथ काटे जा रहे थे
zara Thahro use aane do us ki baat bhi sun len
ज़रा ठहरो उसे आने दो उस की बात भी सुन लें
main zakhm zakhm nahin huun magar masiha.i
मैं ज़ख़्म ज़ख़्म नहीं हूँ मगर मसीहाई
Popular Sher & Shayari
16 totalkabhi kabhi chup ho jaane ki khvahish hoti hai
aaise men jab tir-e-sitam ki barish hoti hai
abhi marne ki jaldi hai 'ibadi'
agar zinda rahe to phir milenge
hamare haath kaaTe ja rahe the
tumhare haath se kirpan le kar
zara Thahro use aane do us ki baat bhi sun len
hamen jo ilm hai go dil ko dahlane hi vaala hai
main zakhm zakhm nahin huun magar masiha.i
mire badan men miri jaan kyuun nahin rakhti
hamaare haath kaaTe jaa rahe the
tumhaare haath se kirpaan le kar
shahr kaa bhi dastur vahi jangal vaalaa
khojne vaale hi akasr kho jaate hain
kabhi kabhi chup ho jaane ki khvaahish hoti hai
aaise mein jab tir-e-sitam ki baarish hoti hai
zaraa saa dard aur itni davaaein
pasand aai nahin chaaragari tak
zaraa Thahro use aane do us ki baat bhi sun lein
hamein jo ilm hai go dil ko dahlaane hi vaalaa hai
main zakhm zakhm nahin huun magar masihaai
mire badan mein miri jaan kyuun nahin rakhti
Ghazalग़ज़ल
khvaab koi kyaa dekhe is be-khvaabi mein
ख़्वाब कोई क्या देखे इस बे-ख़्वाबी में
gham-zadon mein tujhe maqbul banaane vaalaa
ग़म-ज़दों में तुझे मक़्बूल बनाने वाला
vo siyahkaar vo badkaar hamaare kab the
वो सियहकार वो बदकार हमारे कब थे
teri tauqir baDhe aur miri 'izzat kam ho
तेरी तौक़ीर बढ़े और मिरी 'इज़्ज़त कम हो
ayaan nahin hai koi chiiz to nihaan bhi nahin
अयाँ नहीं है कोई चीज़ तो निहाँ भी नहीं
jhuk kar main kyaa DhunD rahaa huun miTTi mein
झुक कर मैं क्या ढूँड रहा हूँ मिट्टी में





