raat sunsan hai gali khamosh
phir raha hai ik ajnabi khamosh

Nasir Zaidi
Nasir Zaidi
Sherशेर
See all 8 →raat sunsan hai gali khamosh
रात सुनसान है गली ख़ामोश
haan ye khata hui thi ki ham uTh ke chal diye
हाँ ये ख़ता हुई थी कि हम उठ के चल दिए
dekha use to aankh se aansu nikal paDe
देखा उसे तो आँख से आँसू निकल पड़े
vo bhi kya din the ki jab ishq kiya karte the
वो भी क्या दिन थे कि जब इश्क़ किया करते थे
vo yuun mila hai ki jaise kabhi mila hi na tha
वो यूँ मिला है कि जैसे कभी मिला ही न था
main be-hunar tha magar sohbat-e-hunar men raha
मैं बे-हुनर था मगर सोहबत-ए-हुनर में रहा
Popular Sher & Shayari
16 totalhaan ye khata hui thi ki ham uTh ke chal diye
tum ne bhi to palaT ke pukara nahin hamen
dekha use to aankh se aansu nikal paDe
dariya agarche khushk tha paani tahon men tha
vo bhi kya din the ki jab ishq kiya karte the
ham jise chahte the chuum liya karte the
vo yuun mila hai ki jaise kabhi mila hi na tha
hamari zaat pe jis ki inayaten thiin bahut
main be-hunar tha magar sohbat-e-hunar men raha
shu.ur bakhsha hama-rang mahfilon ne mujhe
main be-hunar thaa magar sohbat-e-hunar mein rahaa
shuur bakhshaa hama-rang mahfilon ne mujhe
haan ye khataa hui thi ki ham uTh ke chal diye
tum ne bhi to palaT ke pukaaraa nahin hamein
dekhaa use to aankh se aansu nikal paDe
dariyaa agarche khushk thaa paani tahon mein thaa
vo yuun milaa hai ki jaise kabhi milaa hi na thaa
hamaari zaat pe jis ki inaayatein thiin bahut
ye kis maqaam pe tanhaai saunpte ho mujhe
ki ab to tark-e-tamannaa kaa hausla bhi nahin
raat sunsaan hai gali khaamosh
phir rahaa hai ik ajnabi khaamosh
Ghazalग़ज़ल
aankhon mein chubh rahi hai guzarti ruton ki dhuup
आँखों में चुभ रही है गुज़रती रुतों की धूप
jaanib-e-dasht kabhi tum bhi nikal kar dekho
जानिब-ए-दश्त कभी तुम भी निकल कर देखो
is tavaqqoa pe khulaa rakkhaa garebaan apnaa
इस तवक़्क़ो पे खुला रक्खा गरेबाँ अपना
ruh-e-ehsaas hai tahi-daaman
रूह-ए-एहसास है तही-दामन
tujh ko ye vahm hai ki vo teri nazar mein hain
तुझ को ये वहम है कि वो तेरी नज़र में हैं
vo ek shakhs ki jis se shikaayatein thiin bahut
वो एक शख़्स कि जिस से शिकायतें थीं बहुत





