Shayari
dhuup kaafi duur tak thi raah mein
lamha lamha ho gayaa paikar siyaah
khvaab aansu ehtajaaji zindagi
puchhiye mat shahr-e-kalkatta hai kyaa
خواب آنسو احتجاجی زندگی
پوچھیے مت شہر کلکتہ ہے کیا
ख़्वाब आँसू एहतजाजी ज़िंदगी
पूछिए मत शहर-ए-कलकत्ता है क्या

gham hai na ab khushi hai na ummid hai na yaas
sab se najaat paae zamaane guzar gae
husn jalva dikhaa gayaa apnaa
ishq baiThaa rahaa udaas kahin
jab ki pahlu se yaar uThtaa hai
dard be-ikhtiyaar uThtaa hai
zindagi dard bhi davaa bhi thi
ham-safar bhi gurez-paa bhi thi
fikr-e-sukhan talaash-e-maaash o khayaal-e-yaar
gham kam huaa to haan dil-e-be-gham se hovegaa
gham ki duniyaa rahe aabaad 'shakil'
muflisi mein koi jaagir to hai