vo arz-e-gham pe miri un ka ehtimam-e-sukut
tamam shorish-e-tafsil-e-vaqi.at ga.i

Kausar Jayasi
Kausar Jayasi
Sherशेर
See all 10 →vo arz-e-gham pe miri un ka ehtimam-e-sukut
वो अर्ज़-ए-ग़म पे मिरी उन का एहतिमाम-ए-सुकूत
kabhi kabhi safar-e-zindagi se ruuTh ke ham
कभी कभी सफ़र-ए-ज़िंदगी से रूठ के हम
gham nairang dikhata hai hasti ki jalva-numa.i ka
ग़म नैरंग दिखाता है हस्ती की जल्वा-नुमाई का
ye aarzu ke sitare ye intizar ke phuul
ये आरज़ू के सितारे ये इंतिज़ार के फूल
apne gham ki fikr na ki is duniya ki gham-khvari men
अपने ग़म की फ़िक्र न की इस दुनिया की ग़म-ख़्वारी में
thi nazar ke samne kuchh to talafi ki umiid
थी नज़र के सामने कुछ तो तलाफ़ी की उमीद
Popular Sher & Shayari
20 totalkabhi kabhi safar-e-zindagi se ruuTh ke ham
tire khayal ke saa.e men baiTh jaate hain
gham nairang dikhata hai hasti ki jalva-numa.i ka
kitne zamanon ka hasil hai ik lamha tanha.i ka
ye aarzu ke sitare ye intizar ke phuul
chamak rahi hain khata.en mahak rahe hain gunah
apne gham ki fikr na ki is duniya ki gham-khvari men
barson ham ne dast-e-junun se kaam liya dana.i ka
thi nazar ke samne kuchh to talafi ki umiid
khet sukha tha magar dariya men tughyani to thi
kabhi kabhi safar-e-zindagi se ruuTh ke ham
tire khayaal ke saae mein baiTh jaate hain
gham nairang dikhaataa hai hasti ki jalva-numaai kaa
kitne zamaanon kaa haasil hai ik lamha tanhaai kaa
ye aarzu ke sitaare ye intizaar ke phuul
chamak rahi hain khataaein mahak rahe hain gunaah
apne gham ki fikr na ki is duniyaa ki gham-khvaari mein
barson ham ne dast-e-junun se kaam liyaa daanaai kaa
thi nazar ke saamne kuchh to talaafi ki umiid
khet sukhaa thaa magar dariyaa mein tughyaani to thi
takhliq ke parde mein sitam TuuT rahe hain
aazar hi ke haathon se sanam TuuT rahe hain
Ghazalग़ज़ल
vaadi-e-kun se gham-e-marhala-paimaa niklaa
वादी-ए-कुन से ग़म-ए-मरहला-पैमा निकला
takhliq ke parde mein sitam TuuT rahe hain
तख़्लीक़ के पर्दे में सितम टूट रहे हैं
kitaab-e-zindagi ki jadvalon mein rang ham se hai
किताब-ए-ज़िंदगी की जदवलों में रंग हम से है
yaad-e-ayyaame koi vajh-e-pareshaani to thi
याद-ए-अय्यामे कोई वजह-ए-परेशानी तो थी
chaman chaman kahin aansu ghuTaa ghuTaa kahin aah
चमन चमन कहीं आँसू घुटा घुटा कहीं आह
suno to zaraa ye aakhir-e-shab nafir-e-duaa ajiib si hai
सुनो तो ज़रा ये आख़िर-ए-शब नफ़ीर-ए-दुआ अजीब सी है





