udasi anginat yaden na jaane kitne bichhDe khvab
kabhi dekhi hai yaaro tum ne vo ankhen december ki

Mohammad Yasir Mustafvi
Mohammad Yasir Mustafvi
Sherशेर
udasi anginat yaden na jaane kitne bichhDe khvab
उदासी अनगिनत यादें न जाने कितने बिछड़े ख़्वाब
ham se bichhDe hain ka.i log hamare apne
हम से बिछड़े हैं कई लोग हमारे अपने
ham to sha'ir hain hamen vasl ki parvah nahin
हम तो शा'इर हैं हमें वस्ल की परवाह नहीं
khud-kushi karne ko dariya ki taraf jaata huun
ख़ुद-कुशी करने को दरिया की तरफ़ जाता हूँ
samar ka chahna hi sirf beja hai darakhton se
समर का चाहना ही सिर्फ़ बेजा है दरख़्तों से
abhi to khuun baha hai firaq men tere
अभी तो ख़ून बहा है फ़िराक़ में तेरे
Popular Sher & Shayari
12 totalham se bichhDe hain ka.i log hamare apne
ham ne har 'iid pe qurban kiya hai kuchh kuchh
ham to sha'ir hain hamen vasl ki parvah nahin
ham tujhe apne khayalat men chhu lete hain
khud-kushi karne ko dariya ki taraf jaata huun
aur mil jaata hai har roz kinare koi
samar ka chahna hi sirf beja hai darakhton se
barabar in darakhton ki hifazat bhi zaruri hai
abhi to khuun baha hai firaq men tere
abhi ye jaan miri jaan ganvana baaqi hai
udaasi anginat yaadein na jaane kitne bichhDe khvaab
kabhi dekhi hai yaaro tum ne vo aankhein december ki
ham se bichhDe hain kai log hamaare apne
ham ne har 'iid pe qurbaan kiyaa hai kuchh kuchh
ham to shaa'ir hain hamein vasl ki parvaah nahin
ham tujhe apne khayaalaat mein chhu lete hain
khud-kushi karne ko dariyaa ki taraf jaataa huun
aur mil jaataa hai har roz kinaare koi
samar kaa chaahnaa hi sirf bejaa hai darakhton se
baraabar in darakhton ki hifaazat bhi zaruri hai
abhi to khuun bahaa hai firaaq mein tere
abhi ye jaan miri jaan ganvaanaa baaqi hai
Ghazalग़ज़ल
is mohabbat ke diye ko yuun jalaae rakhnaa
इस मोहब्बत के दिए को यूँ जलाए रखना
utri hai be-misaal usi ke badan mein ThanD
उतरी है बे-मिसाल उसी के बदन में ठण्ड
sabhi ne chhoD diyaa mujh ko darkinaar kiyaa
सभी ने छोड़ दिया मुझ को दरकिनार किया
ye baat mukhtalif hai ki pyaari hai zindagi
ये बात मुख़्तलिफ़ है कि प्यारी है ज़िंदगी
samajh mein aa gayaa ham ko ye bandagi kaa mahaaz
समझ में आ गया हम को ये बंदगी का महाज़





