jab bhi do aansu nikal kar rah ga.e
dard ke unvan badal kar rah ga.e

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Sherशेर
See all 19 →jab bhi do aansu nikal kar rah ga.e
जब भी दो आँसू निकल कर रह गए
aisa na ho ye dard bane dard-e-la-dava
ऐसा न हो ये दर्द बने दर्द-ए-ला-दवा
dilon ka zikr hi kya hai milen milen na milen
दिलों का ज़िक्र ही क्या है मिलें मिलें न मिलें
main tohfa le ke aaya huun tamannaon ke phulon ka
मैं तोहफ़ा ले के आया हूँ तमन्नाओं के फूलों का
jaane kis ki thi khata yaad nahin
जाने किस की थी ख़ता याद नहीं
husn ka daman phir bhi khali
हुस्न का दामन फिर भी ख़ाली
Popular Sher & Shayari
37 totalaisa na ho ye dard bane dard-e-la-dava
aisa na ho ki tum bhi mudava na kar sako
dilon ka zikr hi kya hai milen milen na milen
nazar milao nazar se nazar ki baat karo
main tohfa le ke aaya huun tamannaon ke phulon ka
luTane ko bahar-e-zindagani le ke aaya huun
jaane kis ki thi khata yaad nahin
ham hue kaise juda yaad nahin
husn ka daman phir bhi khali
ishq ne lakhon ashk bikhere
ik faqat yaad hai jaanaa un kaa
aur kuchh is ke sivaa yaad nahin
jaane kis ki thi khataa yaad nahin
ham hue kaise judaa yaad nahin
main tohfa le ke aayaa huun tamannaaon ke phulon kaa
luTaane ko bahaar-e-zindagaani le ke aayaa huun
dilon kaa zikr hi kyaa hai milein milein na milein
nazar milaao nazar se nazar ki baat karo
sau baar chaman mahkaa sau baar bahaar aai
duniyaa ki vahi raunaq dil ki vahi tanhaai
kaun kis kaa gham khaae kaun kis ko bahlaae
teri be-kasi tanhaa mary bebasi tanhaa
Ghazalग़ज़ल
tu ne kuchh bhi na kahaa ho jaise
तू ने कुछ भी न कहा हो जैसे
jaane kis ki thi khataa yaad nahin
जाने किस की थी ख़ता याद नहीं
sau baar chaman mahkaa sau baar bahaar aai
सौ बार चमन महका सौ बार बहार आई
aise bhi the kuchh haalaat
ऐसे भी थे कुछ हालात
is aalam-e-viraan mein kyaa anjuman-aaraai
इस आलम-ए-वीराँ में क्या अंजुमन-आराई





