Quote
"tu kahan main kahan pa kahte hain ki ye aapas men donon rahte hain"

Syed Mohammad Meer Asar
Syed Mohammad Meer Asar
tu kahan main kahan pa kahte hain
تو کہاں میں کہاں پہ کہتے ہیں کہ یہ آپس میں دونوں رہتے ہیں
yuun aag men se bhaag nikalna nazar bacha
یوں آگ میں سے بھاگ نکلنا نظر بچا اپنے تئیں تو وضع نہ بھائی شرار کی
juun aks kahan mira Thikana
جوں عکس کہاں مرا ٹھکانا تیرے جلوہ سے جلوہ گر ہوں
apne nazdik dard-e-dil main kaha
اپنے نزدیک درد دل میں کہا تیرے نزدیک قصہ خوانی کی
ab teri daad na fariyad kiya karta huun
اب تیری داد نہ فریاد کیا کرتا ہوں رات دن چپکے پڑا یاد کیا کرتا ہوں
yuun khuda ki khuda.i bar-haq hai
یوں خدا کی خدائی برحق ہے پر اثرؔ کی ہمیں تو آس نہیں
"tu kahan main kahan pa kahte hain ki ye aapas men donon rahte hain"
"yuun aag men se bhaag nikalna nazar bacha apne ta.iin to vaz.a na bhaa.i sharar ki"
"juun aks kahan mira Thikana tere jalve se jalva-gar huun"
"apne nazdik dard-e-dil main kaha tere nazdik qissa-khvani ki"
"ab teri daad na fariyad kiya karta huun raat din chupke paDa yaad kiya karta huun"
"yuun khuda ki khuda.i bar-haq hai par 'asar' ki hamen to aas nahin"
kyaa kahun kis tarah se jiitaa huun
gham ko khaataa huun aansu piitaa huun
bevafaa kuchh nahin teri taqsir
mujh ko meri vafaa hi raas nahin
apne nazdik dard-e-dil main kahaa
tere nazdik qissa-khvaani ki
tu hi behtar hai aaina ham se
ham to itne bhi ru-shanaas nahin
kaam tujh se abhi to saaqi hai
ki zaraa ham ko hosh baaqi hai
jis ghaDi ghurte ho ghussa se
nikle paDtaa hai pyaar aankhon mein